Dr. Pradeep Kumwat

Dr. Pradeep Kumwat

Tuesday, 25 March 2014

Holi Message with Wishesh

Baj rahi chang ghoome

Mastano ki toli hai

Kanha sang ghoome

Gwalan ki tori hai

Har angan ud rahi gulal

Kanha radha se kare
Thitori hai

Bhar bhar peechakari

Maarey kanha
Bhegey ang ang
Chad rahi khumari hai

Aao doobey prem k rang me

Bhuley janjat maley
Rang 
Milan ki ho hori hai

Pradeep de raha rango

Ki sougat
Bane har ladki radha
Kanha hua har ladka
Brij me aaj anokhi
Hori hai

Galey mile bhuley sab 

Raag dwesh 
Alhad ho khumari me
Kho jaaye

Ki aaj jivan me bhrey sab rang

Aaj ho ho hori hai

Message Today [Atma Pavitrata]

आत्मा सदा पवित्र है, शरीर मरण धर्म है। सुख दुख सब शरीर की अनुभूति है। आत्मा तो सदा ही  आनन्द मे है। आत्मा को जानिये स्वय़ं को जान जाऐगे।आत्म दीपौ भवः ।।

Tuesday, 18 February 2014

Jeevan Me Behtar Rasto Ki Khoj

Jivan me behtar rasto ki khoj bemaani hai kyoki oonchai par jaane k liye koi pagdandiya nahi hoti we swath chalney matr se ban jaati hai..dont search the path make it your own... 

Insaan Ke Roop

Ek insaan k roop yadi aap purn 
hai to fir apne aap ko kahi bhi 
sabit karne ki awaysakta nahi hoti .. 
Kuch na ban sake sacche insaan ban sake yahi prathna

Jeevan Ki Pareshaniya

Jivan me pareshaniya kuch bh 
nahi awasar matr hoti hai jo 
samdhaan lene k lye budhimaan 
aadm k intzaar me rahti hai........ 
|| Face the hurdles convert into solutions.........kick start your week ||

Ishwar Ka Uddesya

Ishwar ne hame mahaan uddesya 
ki purti k liye yaha bheja hai isliye 
wo krya kariye jisse ishwar prasann 
ho or hum manviye mulyo ko parpt 
kar oos uddeshya ki purti kar sake 
jiske nimitt hum aaye hai ..

Sunday, 16 February 2014

Benaam Sa Dard................

Benam Sa he Dard Per
Nazar Kyu nahi aata, Hai Khushi sirf Chehare Per Uske 
Chupa Kyu Nahi Pata.
Rate aksar Akela Chod Deti Hai Insaan Ko.
Wo Bhid me Hai Tanhaa
Dikha Kyu Nahi Pata
Mukadar ke Sikandar Hai Log Wo Mushkilo
Se LAd Kyu Nahi Pata 
Wo Takdir ka Likha 
Khub Jee Leta hai Per
Apne Hatho Ki Lakeero Ko
Pad Kyu Nahi Pata
Hai Dariya Sa Dil Uska 
Per Dard me Bah Kyu Nahi Pata
Jate Hue Suraj Ko Dekh 
Aankhe Bhi hui Uski Nam
Wo Raat Ke Sine Se Dard Chupa Kyu NAhi Pata
Jinda Hai Wo Saksh 
Misaal Ban nazro me Jahan Ki 
Me Janta hu per Wo khul ke Khud Ke Liye Jee Nahi Pata.

Vyakti Ki Pahchaan

Kisi Vyakti ko Parakhana ho to 
Use Uske Acche Samay me Nahi 
Kathin Waqt Me Parakhana wo Jis
Tarah React Kare Wahi Uska Asli Vyaktitv Hai

Thursday, 13 February 2014

Success Quote.......

Hum aksar apne rishte ki kamiyo or Kamjoriyo me
oolaj kar rah jate hai
Rishte Nibhane ka Ek HI Sutra
Jisme JO Acchai Hai lekar Batate Chalo
Wo Sada Aapse Juda Rahega....

|| Appreciate whatever Good they have that's Funda of Strong Bonding ..... Kiss Your Success ||